Sunday, September 5

MAA!

Maa ke sparsh ke haqdaar hai sabhi, Maa ke duptte ki chav mein ehsaas hai sabhi,
Jo uski Maa ne kaha meine suna, Jo uski Maa ne diya meine dekha,
Mein hamesha sochta tha meri Maa kehti to kya kehti, Woh mujhe deti toh kya deti,
Aaj bhi kabhi yaadon mein agar aati hai Maa, Toh ek prashn bnake... Jane kya hoti zindgi, agar Maa hoti...

- 07th Feb 2010

Time: 22:53

No comments:

Post a Comment